Connected to database. Category load error - contact developer: info@mis-productions.co.uk Naat Lyrics


NEW APP BY MIS
Daily Deeds


  • Method of Tayammum, Ghusl, Whudu, Janazah, Daily Duas, Sunnahs and more! -
    CLICK ABOVE ICON

    Best view: Rotate device


    Kaun shehre makah mai subha subha aaya hai
    Jiske noor se aalam sara jag maga ya hai

    Ghaib sai nida aayi amina Mubarak ho
    Too ne rahmate haq se noor ka haq ka paaya hai

    Thi nida shabe asra udnu minni ai mehboob
    Bey dhadhak chale aao hum ne he bulaaya hai

    Aqla sab ki haairan hai dekh kar shahe deen ko
    Ye bahshar to hain lekin kyun na inka saaya hai

    Innama ana basharun mislukan ke parde mein
    haq ne apne jalwon ka aaina sajaya hai

    Ya nabi main tum per kyun na jaano dil fida kardoon
    hum ne aap ko paa kar to khuda to khuda ko paaya hai

    Yaa nabi chale aao intezaar karte hain
    aap ke ghulamon ne bazma ko sajaaya hai

    Yaa nabi ataa kar do sadaqa us nawase kaa
    Jis ne deen ki khatir apnasar khataaya hai

    Daamane nabi aashiq ab na hum se chootege
    Hum ne un se jo maanga wo khuda se paaya hai





    *** Like The App? ***- Please post a review


    Views: 2074

    New Naat Translation

  • Eik Mein Hi Nahi Un Par, Qurban Zamana

    Knowledgewise By MIS

  • Search 'Knowledgewise' on Google podcasts, Apple podcasts or Spotify