Connected to database. Category load error - contact developer: info@mis-productions.co.uk Naat Lyrics


NEW APP BY MIS
Daily Deeds


  • Method of Tayammum, Ghusl, Whudu, Janazah, Daily Duas, Sunnahs and more! -
    CLICK ABOVE ICON

    Best view: Rotate device


    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Nabi ka Jashna Aaya Chand Taaron Jhumte rehna
    Nabi ke Naam par Aye Naam-Daron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Jahan mein Noor le kar Noor wala aane wala hai
    Mere hamrah Tum bhi Dil ke Taron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Marhaba Aaqa ki Aamad
    Marhaba Data ki Aamad
    Marhaba Maula ki Aamad
    Marhaba Manja ki Aamad
    Marhaba Aala ki Aamad
    Marhaba Aula ki Aamad
    Marhaba Sohne ki Aamad
    Marhaba Jana ki Aamad Marhaba

    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Gali kunche saja dena Hare Jande laga dena
    Takaza Ishq ka hai Mere Yaron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Nabi-e-Sarware Kaunain ki Aamad ke Lamhon mein
    Duroode Paak Padte Padte Saron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Marhaba Aaqa ki Aamad
    Marhaba Data ki Aamad
    Marhaba Maula ki Aamad
    Marhaba Manja ki Aamad
    Marhaba Aala ki Aamad
    Marhaba Aula ki Aamad
    Marhaba Sohne ki Aamad
    Marhaba Jana ki Aamad Marhaba

    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Musawato Akhuwwat ka Payame Dil-nashin laye
    Khushi mein Aye Garibon Maldaron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Wo Aaye Gamkade mein Ek Khushi ki Roshni futi
    Khuda ke Shukr mein Aye Gamke Maron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Marhaba Aaqa ki Aamad
    Marhaba Data ki Aamad
    Marhaba Maula ki Aamad
    Marhaba Manja ki Aamad
    Marhaba Aala ki Aamad
    Marhaba Aula ki Aamad
    Marhaba Sohne ki Aamad
    Marhaba Jana ki Aamad Marhaba

    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Khushi Ek Dil pe hai Chhai Wiladt ki Gadi aayi
    Are Aye Gul-Azaron Mah-Paron Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba

    Buje na Ishqe Ahmad ki agar Qalbe Ujagar se
    Bhadkna Aur Aye Dil ke Shararo Jhumte rehna
    Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba





    *** Like The App? ***- Please post a review


    Views: 1541

    New Naat Translation

  • Eik Mein Hi Nahi Un Par, Qurban Zamana

    Knowledgewise By MIS

  • Search 'Knowledgewise' on Google podcasts, Apple podcasts or Spotify