Best view: Rotate device
Baghdad wale dulha roshan zameer
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer
Khuda ke fazl se hum par he saaya gauth-e-aazam ka
Hamai dono jahaan mai hai Sahara gauth-e-aazam ka
Mureedi la takhaf keh kar tassali de gulamo Ko
Qayamat tak rahai be khauf banda gauth-e-azam ka.
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer
Azeezo kar chuko tayyar jubh merai janaze ko
To likhde Na kafan par naam-e- wala gauth-e-azam ka
Farishte roktai kyun ho muje jannat me jaane se
Ye dekho haath mai daman hai kiska gauth-e-azam ka
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Farishte badra sai tak saath pohcha ne ko jatte thai (4)
Ye darbar-e-elahi mai ye rutbaa gauth-e-azam ka
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Gayai ek vaqt mai sattar mureedo key yahaan aaka (4)
Samaj mai aanahi sakhta mu’ama gauth-e-azam ka
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Mukhalif kya kare mera ke hai behad karam muj par (4)
Khuda ka rehmatullil aalami ka gauth-e-azam kah (2)
Nedadai ga munadee hashr mai yu qadrariyo ko
idhar hai qadri kar lei nazara gauth-e-azam
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Kuch ghum he nahi aastanai paak ke kuttai (4)
Zamana pal raha hai khaa kai-e-tukhra gauth-e-azam ka
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Agar che murg sab ke bol kar khamosh hotai hei (4)
Magar ha murg bole gaa hamesha gauth-e-azam ka
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Peero ke aap peer hai ya gauth-e-almadad (4)
Ehle safa ke meer hai ya gauth-e-almadad
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Terai hi haath laaj hai yaa peer dastageer (2)
Hum tujh se dastageer hai ya gauth almadad (2)
Sadqah rasool –e- paak ka joli mai daal do (4)
Hum qadri fakeere hai ya gauth almadad
Chorus:
Baghdad wale dulha roshan zameer (2)
Mere peeran-e-peer mere peeran-e-peer (2)
Humari laaj kis ke haat hai Baghdad valey ki
Musibat daal deyna ka kaam kiska Ghaus e azam ka
Nidadi na muradi hashr yuu qadriyon ko
Kidhar hai qadri karley nazara Ghaus e azam ka
Chorus
Jameele qadri sojan se qurban apne murshid par (4)
Banaya jis ne hum jeso ko banda gauth-e-azam ka
Views: 5975
Appearance of Prophet (PBUH)
Like The App?
Post a review!