Rukh se parda Ab Apne utha Do
Rukh se parda Ab Apne Hata Do
Jaliyon Par Nigahen Jamee Hain,
Jaliyon Par Nigahen Jamee Hain
Apna Jalwa Issi main Dikha Do
Jaliyon Par Nigahen Jamee Hain
Gaus ul Azam Ho Gaus ul Wara Ho
Noor Ho Noo-e-Salle Alaa Ho
Kya Bayan Apka Martaba Ho
Dastgeer aur Mushkil Kusha Ho
Aj Deedar Apna Kara Do
Jaliyon Par Nigahen Jamee Hain
Aik Mujrim Siyah Kaar Hoon Main
Har Khata Ka Sazawar Hoon Main
Mere Charoon Taraf Hai Andhera
Roshni Ka Talabgaar Hoon Main
Ek Diya Hi Samajh kar Jala Do
Jaliyon Par Nigahen Jamee Hain
Wajd Main Aaye Ga Saara Aalam
Jab Pukaren Gay Ya Gaus-e-Azam
Wajd Main Aaye Ga Saara Aalam
Jab Pukaren Gay Ya Gaus-e-Azam
Woh Nikal Aayain gai Jalion Se
Aur kadmon main Ghir jayen gai hum
Phir Kahen Gay ke Bigri Bana Do
Jaliyon Par Nigahen Jamin Hain
Fikr Dekho Khayalat Dekho
Yeh Aqeedat Ye Jazbaat Dekho
Main Hon Kiya Meri Aukat Dekho
Main Hon Kiya Meri Aukat Dekho
Saamne Kaise Hai Zaat Dekho
Ae Adeeb Apne Sir Ko Jhuka Do
Jaliyon Par Nigahen Jamin Hain
Jaliyon Par Nigahen Jamin Hain