Best view: Rotate device
Wah kya shaan Ghause azam ki (3)
Khuda ke fazl sey hum par hai saaya Ghaus e azam kaa
Hume dono jahaan mai hai sahara Ghause azam kaa
Muridi laal tukhuf keh kar tasalli dee ghulamo ko
Qayaamat tak rahe bekhauf banda Ghaus e azam kaa
Chorus: Wah kya shaan Ghause azam ki (2)
Humari laaj kis ke haat hai Baghdad valey ki
Musibat daal deyna ka kaam kiska Ghaus e azam ka
Nidadi na muradi hashr yuu qadriyon ko
Kidhar hai qadri karley nazara Ghaus e azam ka
Chorus: Wah kya shaan Ghause azam ki (2)
Azizon kar jhukon tayyar jab mere janaaze ko
To likdeyna kaffan par naame vaala Ghaus e azam ka
lahad mai jab farishtey poocheyngey to un se kehdunga
jamil-e- Qadri hu naam leva Ghaus e azam ka.
", "leaf" : true }, { "name" : "Gause azam Ba Maney", "description" :
Best view: Rotate device
Ghause azam ba maney, be saro saman madade,
qiblae deen madade, kaaba-e-imaan madade
Wah kya martaba ai, Ghause hai baala tera
unche uncho ke saro, se qadam ala tera
Sir bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera
auliya malte hain aankhen wo hai talwa tera
Kya dabe jis pe himayat ka ho panja tera
sher ko khatre main laata nahin kutta tera
Qasmein de de ke khilata hai pilata hai tujhe
pyara Allah tera chahane wala tera
Tujh se dar dar se sug aur sug se hai mujh ko nisbat
meri gurdan main bhi hai door ka dora tera
Is nishani ke so sug hain naheen maare jaate
hashra tak merey gale main rahe patta tera
Views: 1817
Appearance of Prophet (PBUH)
Like The App?
Post a review!