NEW APP BY MIS
Daily Deeds
Method of Tayammum, Ghusl, Whudu, Janazah, Daily Duas, Sunnahs and more! -
CLICK ABOVE ICON
Best view: Rotate device
Mujhe aap ne bulaya ye karam nahin to kya hai
mere martaba barhaya ye karam nahin to kya hai
Main ghamonki dhoop mein jab tera naam le ke nikla
mila rahmatoan ka saaya ye karam nahin to kya hai
Mujhe jab bhigum ne ghera mera saath sub nen choda
too meri madad ko aaya ye karam nahin to kya hai
Ye sharafbada sharaf hai tera rukh meri taraf hai
mujhe naat khwan banaya ye karam nahin to kya hai
Kabhi maujbhanwar se khabi mauje pur khatar se
meri naaw ko bachaya ye karam nahin to kya hai
Main bhatakke rah gaya tha, kahin aur bah gaya tha
mujhe raasta dikhaya ye karam nahin to kya hai
Dare Mustafase anjum main to aa gaya mera dil
kabhi laut kar na aaya ye karam nahin to kya hai
*** Like The App? ***- Please post a review
Views: 2188
New Naat Translation
Eik Mein Hi Nahi Un Par, Qurban Zamana
Knowledgewise By MIS
Search 'Knowledgewise' on Google podcasts, Apple podcasts or Spotify