Connected to database. Category load error - contact developer: info@mis-productions.co.uk Naat Lyrics


NEW APP BY MIS
Daily Deeds


  • Method of Tayammum, Ghusl, Whudu, Janazah, Daily Duas, Sunnahs and more! -
    CLICK ABOVE ICON

    Tilawat jo ke wadoha kissee ne
    tassawar me atay ho tum
    bohot yaad atay ho tum

    Labo par he kurba gulo ki nazakat
    ke aariz se mangay he phoolo ne nikhat
    gulistan ki har har kali bol ti hey
    falak bol ta hay zameen bol te hey
    ke bhawray tumhare taraney sunaey
    ana dil bhi masti me yu gun gunay
    kya rangat racha tey ho tum

    #Chorus: bohot yaad atey hey tum

    Wo adam ki touba wo yusuf zulikah
    wo musa ki hijrat ya isaa anokha
    wo dawood, ayub ke mozize ho
    barah hi me ismail e ki tazkire ho
    banaee he bigri sabhi ke thumhi ne
    kiya tum ko mukhtar rabbe zalillee ne
    khiza ko mita tay ho tum

    #chorus..

    Wo miraj ke shab, wo asra ki batey
    farishto ki amad, durood-e-wo naatey
    ke aqsa me sab ambiya muktadi hey
    mulakat he rab ki suhani ghari hey
    mulakat-e-rab be naqab Allah Allah,
    khuda bhi mila be hijab AllahAllah
    kya aizaj patey ho tum

    chorus..

    Sara pa thumara he shaney eilahi
    yahi keh rahi hey yeh saree khudaee
    ye ruksar kya laala gul ka chaman he
    ye zulfe nahi raato ki anjuman hey
    ho unwan tum ab meri zindagi ka
    ki eejab-e-kul tum meri bandagi ka
    dilo mey sama te ho tum

    #chorus...

    Shabe hijr hey aur pichla peher he
    chaley awoo deeda-wo dil muntazir hey
    thumhe eik khasta jigar tak raha hey
    amin-e-hazee shoka me jag raha hey
    malihey arab tum naqab ab ulat do
    mere zakhm dil ki namak paash kar do
    youhi azmatay ho tum..

    #chorus...

    " width="100%" height="100%" alt="image path error - please report to developer">





    *** Like The App? ***- Please post a review


    Views: 1644

    New Naat Translation

  • Eik Mein Hi Nahi Un Par, Qurban Zamana

    Knowledgewise By MIS

  • Search 'Knowledgewise' on Google podcasts, Apple podcasts or Spotify